Thursday 13 February 2014

Ramayana parne me

Aajkal, Prof Doniger class ke liye, mai Valmiki ka Ramayana par raha hu. Is hafte meri vishesh dilchaspi Rama aur Valin (bandar wala) batchit me hai. Ram Valin par tir chalane ke bad, Valin Ram se kahete hai ki "Aapko mujhe marna nahi tha." Valin ki ray me kharab tha ki chipte hue Ram ne bhai (Sugreev) se larai karte hue Valin par tir chalaa. Lekin Ram kahete hai ki "Is me koi galat nahi hai. Kyoki mai raja hu aur chipte hue raja janvar ko shikar khel sakte hai. Fir bhi (Ram ki ray me) Valin bahut adharmik bandar hai kyoki unki bhai ki patni se pyar karte hai.

Meri ray me Ram ne galat kiya. Vastav me Sugreev thora sa bhrusht raja hai, aur Valin lagbag thik raja hai.

1 comment:

  1. is post se mazaa ayaaa hai. main ne ramayan ka ek cartoon youtube par dekha, aur pretty intense laga. bahut paramparik chiizen cartoon men dikhayi thi, par intense baat ye hai ki raam aur lakshman ko ruuhaani shaktiyaan thi. isliye ve mantra sunaakar tir calaa sakte the aur ye tiir aatmik shaktiyon se bhara gaya aur papi aadmi yaa rakshas maara huaa. india-japan alliance se jaapaanii animators ne is film ke production ki madad ki. isliye animation anime ki tarah hai. mujhe Japanese cartoons street fighter ke jaise pasand hai, aur hindi sunna pasand hai, to ye cartoon youtube pe mujhe bahut dilchasp lagaa.

    ReplyDelete