Saturday 18 January 2014

kal shaam ko akaash se barf girne lagi. barf abhut sundar lagti hai. barf safed rang ki hoti hai aur is karan se poori dharti par ek safed rang ki parat (layer) aa jati hai. aisa lagta hai ke har taraf safed rang ki chadar pahili hai. vraksho par aaj kal pattiya nahi hain. kewal nangi daaliya hain. main sochta hun ke aise musam me bechare pakshi kya kartey hain. wo kahan rehtey hain aur kya khatey hain.

1 comment:

  1. पक्षियों ठंड से मर जाते हैं |

    ReplyDelete