Wednesday 15 January 2014

जब मैं चलूँ तो साया भी मेरा न साथ चले.......जब तुम चलो ज़मीन चले आसमान चले.  
main kavita ki in do panktiyoN se is blog ki shuruaat karta huN. jai ho!

3 comments:

  1. mujhe lagtaa hai ki ye kavitaa sundar hai. mein soc rahi hun, is ka vaktaa kaun hai, aur kis ke baare men baat kartaa hai? pahli pankti vaktaa kaa akelaapan prakaT karti hai, par dusri vaktaa ki drishti se kis vyakti ki buzurgi dikhaati hai. shaayad ye nafar uski premikaa hai, aur vo us se dur jaa rahi hai. isliye us ke liye sabhi jaa raha hai, duniyaa ke do buniyaad jaa rahe hain. acchi kavitaa hai.

    ReplyDelete
    Replies
    1. *sabhi jaa rahaa hai, duniyaa ki do buniyaad jaa rahi hain.

      Delete
  2. Aaj main aap logon ke sath ek khub duhki bat ke bare men bolunga: Chicago sheher ke donut dukan. Dukhi bat yeh hai ki Chicago sheher mai bahut kam donut dukan hai. Mere chhoti, tis hazar rehne valon ka, gaun men do tin donut dukan hain, Parantu Chicago sheher main, tin million rehne valon ka sheher, (dunkin donuts chhodkar) sirf barah donut dukan hain! To, kal main panch Chicago ke donut dukan jaunga. Mangalvar main aap logon se sabse accha donuts ke bare men bataunga.

    ReplyDelete